"Kehte hain din ke 24 ghante main ek dua zaroor qubool hoti hain. Meri dua hain mera rab mujhe agala janam main beti mat banane." - Amen!!!
After reading the tribute of legend Amitabh Bachan to Delhi rape victim, I am really moved. I am crying while I blog the poem for my readers in India.
I almost burst into tears. Every line somewhere touched a chord. A moment where you feel claustrophobic!
Few lines, I read about Nirbhaya, and I share it on my blog. I feel mournful!
Maa bahut Dard sah kar..
bahut dard de kar..
tujhse kuch kah kar main jaa rahi hoon........
Aaj meri vidai main jab Sakhiyaan milne aayengi...
Safaid Jode main lipti dekh sisak sisak mar jayengi...
Ladki hone ka khud pe fir wo Afsos jatayengi.....
Maa tu unse itna kah dena Darindo k duniya main Sambhal kar rahna...............
Maa Raakhi par jb Bhaiya Kalai suni rah jayegi..
yaad mujhe kar kar jab unki Aankh bhar ayegi....
Tilak mathe par karne ko Maa rooh meri bhi Machal jayegi...
Maa tu bhaiya ko rone na dena...
Main sath hu har Pal unse kah dena............

Maa Papa bhi chhup chhup bohot royenge...
main kuch na kar paya ye kah k khud ko kosenge....
Maa dard unhe ye hone na dena..
Ilzaam koi lene na dena...
Wo Abhimaan hai mera samman hai mera..
tu unse itna kah dena........
Maa tere liye ab kya kahu..
dard ko tere shabdon main kaise bandhu...
fir se jeene ka mauka kaise maangu......

Maa log tujhe satayenge....
mujhe azaadi dene ka tujhpe ilzaam lagayenge....
Maa sab sah lena par ye na kahna
"Agle janam Mohe Bitiya na dena
mujhe azaadi dene ka tujhpe ilzaam lagayenge....
Maa sab sah lena par ye na kahna
"Agle janam Mohe Bitiya na dena