About Me

My photo
Archana Kapoor Nagpal is an internationally published author of four books. She often participates in the short story competitions, and her winning stories are now part of international anthologies. She has seen her short stories, poems and Haiku published in other anthologies as well She has also been actively involved in the editing, proofreading and book designing of various anthologies. You can read more about her writing career at the below link: https://www.facebook.com/archanaknagpal/

Tuesday, November 27, 2012

Life.....Two Very Inspiring Songs:)

:):)
http://www.youtube.com/watch?v=M9YGUkKphsg


(Zindagi Pyaar Ka Geet Hai
ise Har Dil Ko Gaana Padega) -2
zindagi Ghum Ka Sagar Bhi Hai
hanske Us Paar Jaana Padega

jis Ka Jitna Ho Aanchal Yahaan Par
us Ko Saugaat Utni Milegi
la La La, La La La, La La La La La La La~
jis Ka Jitna Ho Aanchal Yahaan Par
us Ko Saugaat Utni Milegi
phool Jeevan Mein Gar Na Khile To
kaanton Se Bhi Nibhaana Padega
zindagi Pyaar Ka Geet Hai
ise Har Dil Ko Gaana Padega


hai Agar Door Manzil To Kya
raasta Bhi Hain Mushkil To Kya
la La La, La La La, La La La La La La La~
hai Agar Door Manzil To Kya
raasta Bhi Hain Mushkil To Kya
raat Taaron Bhari Na Mile To
dil Ka Deepak Jalaana Padega
zindagi Pyaar Ka Geet Hai
ise Har Dil Ko Gaana Padega

zindagi Ek Peheli Bhi Hai
sukh Dukh Ki Saheli Bhi Hai
la La La, La La La, La La La La La La La~
zindagi Ek Peheli Bhi Hai
sukh Dukh Ki Saheli Bhi Hai
zindagi Ek Wachan Bhi To Hai
jise Sab Ko Nibhaana Padega
zindagi Pyaar Ka Geet Hai
ise Har Dil Ko Gaana Padega
zindagi Ghum Ka Sagar Bhi Hai
hanske Us Paar Jaana Padega


:):)

http://www.youtube.com/watch?v=JDLrurjO7KA

(Zindagi ki yehi reet hai
Haar ke baad hi jeet hai)
Thode aansu hai, thodi hasi
Aaj gham hai to kal hai khushi

Zindagi ki yehi reet hai
Haar ke baaz hi jeet hai
Thode aansu hai, thodi hasi
Aaj gham hai to kal hai khushi

Zindagi ki yehi reet hai
Haar ke baad hi jeet hai
Zindagi raat bhi hai, savera bhi hai zindagi
Zindagi hai safar aur basera bhi hai zindagi

 Ek pal dard ka daanv hai
Dusra sukh bhari chhaaon hai
Har naye pal naya geet hai
Zindagi ki yehi reet hai - 3
Gham ka baadal jo chhaaye to hum muskuraate rahe
Apni aankhon mein aashaaon ke deep jalaate rahe
Aaj bigde to kal phir bane
Aaj roothe to kal phir mane
Waqt bhi jaise ek meet hai

Zindagi ki yehi reet hai - 2
Haar ke baad hi jeet hai
Thode aansu hai, thodi hasi
Aaj gham hai to kal hai khushi